Mata Rani Ka Dhyan Dhariye
Mata Rani ka dhyan dhariye
kaam jab bhi koi kariye
Jai Mata Di, Jai Mata Di
mil ke sab jan bolo, bolo
Jai Mata Di, Jai Mata Di
mil ke sab jan bolo
Mata Rani ka dhyan dhariye
kaam jab bhi koi kariye
Koi mushkil ho pal mein talegi,
har jagah pe saphalata milegi
Sachche dil se pranaam karie,
kaam jab bhi koi kariye
Jai Mata Di, Jai Mata Di..
Mata Rani ka dhyan dhariye,
kaam jab bhi koi kariye
Roop inaka sabase niraala,
isi roop se hai jag mein ujaala
Naam inaka sada sumariye,
kaam jab bhi koi kariye
Jai Mata Di, Jai Mata Di..
Mata Rani ka dhyan dhariye
kaam jab bhi koi kariye
Devi Maa ki karo dil se bhakti,
bhakti deti hai jine ki shakti
Jag mein phir na kisi se dariye,
kaam jab bhi koi kariye
Jai Mata Di, Jai Mata Di..
Mata Rani ka dhyan dhariye
kaam jab bhi koi kariye
Mata Rani ka dhyan dhariye
kaam jab bhi koi kariye
Mata Rani Ka Dhyan Dhariye
Durga Bhajan
- Ambe Tu Hai Jagdambe Kali - Durga Aarti
- Ya Devi Sarva Bhuteshu Mantra - Durga Mantra - Meaning
- Aigiri Nandini Lyrics - Mahishasura Mardini Stotram
- Jai Ambe Gauri - Ambe Maa Ki Aarti
- Durga Chalisa - Namo Namo Durge Sukh Karani
- Jag Janani Jai Jai Maa, Jag Janani Jai Jai
- Aarti Jag Janani Main Teri Gaun
- Aaye Tere Bhawan, Dede Apni Sharan
- Bhor Bhayi Din Chad Gaya, Meri Ambe
- Man Leke Aaya Mata Rani Ke Bhawan Mein
- Maa Jagdamba Ki Karo Aarti
- Aarti Maa Aarti Navdurga Teri Aarti
- Mangal Ki Seva Sun Meri Deva
- Maat Ang Chola Saje Har Ek Rang Chola Saaje
- Dharti Gagan Mein Hoti Hai Teri Jai Jaikar
- Durge Durghat Bhari Tujvin Sansari
- Kabhi Fursat Ho To Jagdambe
- Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai
- Sachi Hai Tu Saccha Tera Darbar
- Man Tera Mandir Aankhen Diya Bati
- Chalo Bulawa Aaya Hai - Jai Mata Di
- Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye