Aaj Andhere Mein Hai Hum Insaan
Aaj andhere mein hai hum insaan,
gyaan ka sooraj chamaka de Bhagwan
Aaj andhere mein hai hum insaan,
gyaan ka sooraj chamaka de Bhagwan
Bhatak rahe hamen raah dikha de,
Bhagwan raah dikha de
Bhatak rahe hamen raah dikha de,
Bhagwan raah dikha de
Kadam kadam par kiran bichha de,
bhagavan kiran bichha de
Kadam kadam par kiran bichha de,
bhagavan kiran bichha de
In akhiyan ko prabhu kara de
in akhiyan ko prabhu kara de
jyoti se pahachaan
jyoti se pahachaan
Aaj andhere mein hai hum insaan,
gyaan ka sooraj chamaka de Bhagwan
Hum to hai santaan tihaari,
prabhu santaan tihaari
Hum to hai santaan tihaari,
prabhu santaan tihaari
Teri daya ke ham adhikaari,
prabhu hai ham adhikaari
teri daya ke ham adhikaari,
prabhu hai ham adhikaari
Duniya hove sukhi hamaari,
duniya hove sukhi hamaari,
aisa de varadaan
aisa de varadaan
Aaj andhere mein hai hum insaan
gyaan ka sooraj chamaka de Bhagwan
Aaj Andhere Mein Hai Hum Insaan
Mahendra Kapoor
Prayer Songs – Prayers
- Ya Devi Sarva Bhuteshu Mantra - Durga Mantra - Meaning
- Itni Shakti Hame Dena Data - (Full Prayer Song)
- Hum Ko Man Ki Shakti Dena
- Daya Kar, Daan Bhakti Ka, Hame Parmatma Dena
- Tu Pyar Ka Sagar Hai
- Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho
- Raghupati Raghav Raja Ram - Shri Ram Dhun
- Uddhar Karo Bhagwan Tumhari Sharan Pade
- Ishwar Allah Tere Naam
- Allah Tero Naam Ishwar Tero Naam
- Ab Saup Diya Is Jeevan Ka Sab Bhar
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath