Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho Prayer
Tumhi ho mata, pita tumhi ho
tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho
Tumhi ho maata pita tumhi ho
tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho
Tum hi ho saathi, tumhi sahaare
koi na apnaa siva tumhaare
Tumhi ho naiya, tum hi khivaiya
tum hi ho bandhu, sakha tum hi ho
Tumhi ho mata, pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho
Jo khil sake na wo phool hum hain
tumhaare charano ki dhool hum hain
Daya ki drishti sada hi rakhana
tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho
Tumhi ho mata, pita tumhi ho
tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho
Tumhi ho mata, pita tumhi ho
tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho
Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho Prayer
Lata Mangeshkar
Prayer Songs – Prayers
- Ya Devi Sarva Bhuteshu Mantra - Durga Mantra - Meaning
- Itni Shakti Hame Dena Data - (Full Prayer Song)
- Hum Ko Man Ki Shakti Dena
- Daya Kar, Daan Bhakti Ka, Hame Parmatma Dena
- Tu Pyar Ka Sagar Hai
- Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho
- Raghupati Raghav Raja Ram - Shri Ram Dhun
- Uddhar Karo Bhagwan Tumhari Sharan Pade
- Ishwar Allah Tere Naam
- Allah Tero Naam Ishwar Tero Naam
- Ab Saup Diya Is Jeevan Ka Sab Bhar
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
Ishwar se Prarthna – Shraddha ke Phool
Humein hey krishna, hey keshav,
tumhaara hi sahaara hai.
Na tum ko chhod kar,
sansaar mein koi hamaara hai.
Padhe jab bhir bhakton par,
tabhi tum daud aate ho.
Suna hai bhakton se sabase
bada naata tumhaara hai.
Kabhi tum Ram banate ho,
kabhi Ghanshyam banate ho.
Ginaoon kya ke kitani baar
bhakto ko ubhaara hai.
Nahin lauta tumhaare
dvaar se koi kabhi khaali.
Kaho bhagavaan hamaare
vaaste ab kya vichaara hai.
Bataaya hai hamen hey prabhu
giradhar naagar tum ne hee hai .
Kee apane bhakton ko main,
aur bhakt mujh ko pyaara hai.
Tumhi ho mata, pita tumhi ho
tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho
Prayer Songs – Prayers
- Suraj Ki Garmi Se Jalte Huye Tan Ko
- Bhagwan Meri Naiya Tum Paar Laga Dena
- Mujhe Tune Maalik Bahut Kuch Diya Hai
- Hum Sab Milke Aaye Data Tere Darbar
- Prabhu Hum Pe Kripa Karna
- Asharan Sharan Shanti Ke Dham
- Aye Tere Dwar, Namaskar Namskar
- Bhagwan Meri Naiyaa, Us Paar Laga Dena
- Aasra Is Jahan Ka Mile Na Mile
- Jahan Le Chaloge, Wahi Mai Chalunga
- Aaj Andhere Mein Hai Hum Insaan