Aap Kya Jano Ae Shyam Sunder
Aap kya jano ae Shyam sunder,
kaise tum bin jiye jaa rahe hai.
Tere milne ki ummid lekar
gam ke aansoo piye jaa rahe hai.
Aap kya jano ae Shyam sunder,
kaise tum bin jiye jaa rahe hai.
Tere milne ki ummid lekar
gam ke aansoo piye jaa rahe hai.
Ye judai sahenge Shyam kab tak,
bin darshan rahege Shyam kab tak.
Duniya se ho gaye hai begaane,
tera naam liye ja rahe hai.
Aap kya jano ae Shyam sunder,
kaise tum bin jiye jaa rahe hai.
Tere milne ki ummid lekar,
gam ke aansoo piye jaa rahe hai.
Shyam sundar kahaan kho gaye ho,
itane bedard kyon ho gaye ho.
Aap ki bewafaai ke sadke
log taane diye ja rahe hai.
Aap kya jano ae Shyam sunder,
kaise tum bin jiye jaa rahe hai.
Tere milne ki ummid lekar,
gam ke aansoo piye jaa rahe hai.
Yaad aati hai, aati rahegi
Yaad teri sataati rahegi.
Jitana ji chaahe tadapaalo hamako,
teri pooja kiye ja rahe hai.
Aap kya jano ae Shyam sunder,
kaise tum bin jiye jaa rahe hai.
Tere milne ki ummid lekar
gam ke aansoo piye jaa rahe hai.
Kin gunaahon ki hai ye sajayen
Shyam sundar hame kuchh batayen.
Tukde tukde kiya dil hai mera
pyaar tumse kiye ja rahe hai.
Aap kya jano ae Shyam sunder,
kaise tum bin jiye jaa rahe hai.
Tere milne ki ummid lekar
gam ke aansoo piye jaa rahe hai.
Aap kya jano ae Shyam sunder,
kaise tum bin jiye jaa rahe hai.
Tere milne ki ummid lekar,
gam ke aansoo piye jaa rahe hai.
Aap Kya Jano Ae Shyam Sunder
Vinod Agarwal
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda