Ek Aas Tumhari Hai, Vishwas Tumhara Hai – Lyrics in English
Ek aas tumhari hai, vishwas tumhara hai
Ab tere siva baba, kaho kaun hamaara hai
Phoolon mein mahak tumase,
taaron mein chamak tumase
Jis or nazar daaloo, tera hi najaara hai
Ghanshyam daras dedo, koi na hamaara hai
Ab tere siva baaba, kaho kaun hamaara hai
Ek Aas Tumhari Hai, Vishwas Tumhara Hai – Lyrics in English Read More »
