Hari Naam Ka Jaap Kare Hum
Hari naam ka jaap kare hum
moksh milega vandan se.
Hum chaahe yadi apani mukti,
janam maran ke bandhan se.
Bhakti yog ka maarg saral hai,
bhakti yog ras pina hai.
Daas bane hum hari charano ke,
charano mein hi jina hai.
Amrit ras hum pa hi lenge,
shyaam kshir man manthan se.
Hum chaahe yadi apani mukti,
janam maran ke bandhan se.
Hari naam ka jaap karen hum
moksh milega vandan se.
Hum chaahe yadi apani mukti,
janam maran ke bandhan se.
Param pado ko paa jaaye,
pad paaye param sukho ka.
Sab pida hari har lenge,
phir hatega bojh dukho ka.
Prit humaari sachchi hogi,
gokul ki jasomati nandan se.
Hum chaahe yadi apani mukti,
janam maran ke bandhan se.
Hari naam ka jaap kare hum
moksh milega vandan se.
Hum chaahe yadi apani mukti,
janam maran ke bandhan se.
Hari Naam Ka Jaap Kare Hum
Anup Jalota
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda