Hari Naam Ka Pyala
Hari naam ka pyaala
aur Hare Krishna ki haala
Hari naam ka pyaala pyaala
Hare Krishna ki haala
Aisi haala pi pikar ke,
chala chale matavaala
Radha jaisi baala,
aur Vrindavan ka gwaala
Raadha jaisi baala,
aur Brindaavan ka gwala
Aisa gvaala Murali manohar,
japo Krishna ki maala
Hari naam ka pyaala
aur Hare Krishna ki haala
Aisi haala pi pikar ke,
chala chale matavaala
Hare Krishna ka jap ho
aur Hare Krishna ki mala
Hare Krishna ka jap ho
aur Hare Krishna ki maala
Divya jyot se hriday shuddh ho
Nikale man ki jwala
Hari naam ka pyaala
aur Hare Krishna ki haala
Aisi haala pi pikar ke,
chala chale matavaala
Krishna ki dhun mein tan ho
aur Hare Krishna mein man ho
Krishna ki dhun mein tan ho
aur Hare Krishna me man ho
Aise tan man ke mandir mein
Krishna haala daala
Hari naam ka pyaala
aur Hare Krishna ki haala
Aisi haala pi pikar ke,
chala chale matavaala
Hare Krishna mein bal hai
Krishnaa jal aur thal hai
Hare Krishna mein bal hai
Krishna jal aur thal hai
Aise nav jal thal mein
Pi lo naaraayan ki haala
Hari naam ka pyaala
aur Hare Krishna ki haala
Aisi haala pi pikar ke,
chala chale matawala
Aisi haala pi pikar ke,
chala chale matavala
Aisi haala pi pikar ke,
chala chale matavaala
Hari Naam Ka Pyala
Anup Jalota
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda