Holi Khel Rahe Nandlal, Vrindavan – 1
Holi khel rahe Nandlal,
Vrindavan ki kunj galin me.
Vrindavan ki kunj galin me,
Vrindavan ki kunj galin me.
Sang sakha Shyam ke aaye,
rang bhar pichakaari laaye.
Ho kar rahe sabaka haal behaal
Vrindavan ki kunj galin me.
Vrindavan ki kunj galin me,
Vrindavan ki kunj galin me.
Holi khel rahe Nandlal,
Vrindavan ki kunj galin me.
Chal gali rangili aaye,
dhap-jhaanjh-mridang bajaye.
Gaave naache, chhede taan
Vrindavan ki kunj galin me.
Vrindavan ki kunj galin me,
Vrindavan ki kunj galin me.
Holi khel rahe Nandlal,
Vrindavan ki kunj galin me.
Rang bhar pichakaari maari,
choonar ki aab bigaari.
Mere mukh pe mala gulaal
Vrindavan ki kunj galin me.
Vrindavan ki kunj galin me,
Vrindavan ki kunj galin me.
Holi khel rahe Nandlal,
Vrindavan ki kunj galin me.
Chhavi nirakh Shyam ki pyaari,
sab bhakt bajaave taari.
Sab par rang daal rahe gvaal,
Vrindavan ki kunj galin me.
Vrindavan ki kunj galin me,
Vrindavan ki kunj galin me.
Holi khel rahe Nandlal,
Vrindavan ki kunj galin me॥
Holi Khel Rahe Nandlal, Vrindavan – 1
Banwari Maharaj
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda