Krishna Jinka Naam Hai
Krishna jinka naam hai,
gokul jinka dhaam hai
Aise shri bhagwan ko,
barambar pranaam hai
Yashoda jinki maiyaa hai,
nandji bapaiyaa hai
Aise shri gopal ko,
barambar pranam hai
Krishna jinka naam hai,
gokul jinka dhaam hai
Aise shri bhagwan ko,
barambar pranaam hai
Loot loot dadhi makhan khayo,
gwal baal sang dhenu charayo
Aise leela dham ko,
barambaar pranam hai
Krishna jinka naam hai,
gokul jinka dhaam hai
Aise shri bhagwan ko,
barambar pranaam hai
Dhrupad suta ki laaj bachaayo,
gajendra gaj ko fand chhudayo
Aise kirpa dhaam ko,
baarambar pranam hai
Krishna jinkaa naam hai,
gokul jinka dhaam hai
Aise shri bhagwan ko,
barambaar pranaam hai
Krishna Jinka Naam Hai
Jagjit Singh
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda