Meri Lagi Shyam Sang Preet
Meri lagi Shyam sang preet,
ye duniya kya jane
Mujhe mil gaya man ka mit,
ye duniya kya jaane
Kya jaane koi kya jane
Kya jaane koi kya jane
Meri lagi Shyam sang preet,
ye duniya kya jaane
Mujhe mil gaya man ka mit,
ye duniya kya jane
Kya jaane koi kya jane
Kya jaane koi kya jane
Meri lagi Shyam sang preet,
ye duniya kya jaane
Chhavi lagi man Shyam ki jab se
Bhayi baavari main to tab se
Baandhi prem ki dor mohan se
Naata toda mainne jag se
Ye kaisi paagal preet,
ye duniya kya jaane
Ye kaisi nigodi preet,
ye duniya kya jaane
Kya jaane koi kya jaane
Kya jaane koi kya jaane
Meri lagi Shyam sang preet,
ye duniya kya jaane
Mujhe mil gaya man ka mit,
ye duniya kya jaane
Mohan ki sundar sooratiya
Man mein bas gayi mohani mooratiya
Jab se odhi shaam chunariya
Log kahe main bhayi baavariya
Mainne chhodi jag ki rit,
ye duniya kya jaane
Mainne chhodi jag ki rit,
ye duniya kya jaane
Mujhe mil gaya man ka mit,
ye duniya kya jaane
Kya jaane koi kya jaane
Kya jaane koi kya jaane
Meri lagi Shyam sang preet,
ye duniya kya jaane
Har dam ab to rahoon mastaani
Lok laaj dini bisaraani
Roop raashi ang ang samaani
He rat he rat rahoon divaani
Mai to gaoon khushi ke git,
ye duniya kya jaane
Kya jaane koi kya jaane
Kya jaane koi kya jaane
Meri lagi Shyam sang preet,
ye duniya kya jaane
Mujhe mil gaya man ka mit,
ye duniya kya jaane
Mohan ne aisi bansi bajaayi
Sab ne apani sudh bisaraayi
Gop gopiya bhaagi aai
Lok laaj kuchh kaam na aai
Phir baaj utha sangit.
ye duniya kya jaane
Kya jaane koi kya jaane
Kya jaane koi kya jaane
Meri lagi Shyam sang preet,
ye duniya kya jaane
Mujhe mil gaya man ka mit,
ye duniya kya jaane
Bhool gayi kahi aana jaana
Jag saara laage begaana
Ab to keval shaam suhaana
Rooth jaaye to unhen manaana
Ab hogi pyaar ki jit,
ye duniya kya jaane
Kya jaane koi kya jane
Kya jaane koi kya jane
Meri lagi Shyam sang preet,
ye duniya kya jane
Mujhe mil gaya man ka mit,
ye duniya kya jane
Meri Lagi Shyam Sang Preet
Shri Vinod Agarwal
Jaya Kishori Ji
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda