Shiv Shankar Ko Jisne Puja – Shiv Bhajan
Shiv Shankar Ko Jisne Pooja is a beautiful bhajan, in which each line shows the importance of worshiping Lord Shiva and seeking his blessings.

This bhajan describes how devotion and meditation on Lord Shiva can lead to spiritual liberation, as well as reverence and appreciation of his divine qualities.
Shiv Shankar Ko Jisne Puja Lyrics
Hariharan – Gulshan Kumar
Anuradha Paudwal
Shiv Shankar ko jisne puja,
uska hi udhhar hua
Antakaal ko bhavsaagar mein,
uska beda paar hua
Bhole Shankar ki puja karo,
dhyaan charano mein iske dharo
Har Har Mahadev Shiv Shambhoo
Damru waala hai jag mein dayaalu bada
Din dukhiyo ka daata jagat ka pita
Sab pe karata hai yah bhola Shankar daya
Sab ko deta hai yah aasara
In paawan charanon mein arpan,
aakar jo ek baar hua
Antkaal ko bhavasaagar mein,
uska beda paar hua
Om Namo Shivaay Namo, Hare
Om Namo Shivaay Namo
Har Har Mahadev Shiv Shambhoo
Naam uncha hai sabase Mahadev ka
Vandana isaki karate hain sab devta
Iski puja se varadaan paate hain sab
Shakti ka daan paate hain sab
Naag asur praani sab par hi,
bhole ka upkaar hua
Ant kaal ko bhavasaagar mein,
uska beda paar hua
Shiv Shankar ko jisne puja,
uska hi udhhar hua
Antakaal ko bhavsaagar mein,
uska beda paar hua
Bhole Shankar ki puja karo,
dhyaan charano mein iske dharo
Har Har Mahadev Shiv Shambhoo
Shiv Shankar Ko Jisne Puja
Anuradha Paudwal
Shiv Bhajan
- Om Jai Shiv Omkara - Shiv Aarti
- Saj Rahe Bhole Baba Nirale Dulhe Mein
- Mera Bhola Hai Bhandari, Kare Nandi Ki Sawari
- Shiv Shankar Ko Jisne Puja
- Satyam Shivam Sundaram
- Aisi Subah Na Aaye, Aaye Na Aisi Shaam
- Kailash Ke Nivasi Namo Bar Bar
- Sheesh Gang Ardhang Parvati - Shiv Aarti
- Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath
- Shri Badrinath Stuti - Badrinath Aarti
- Bolo Bolo Sab Mil Bolo Om Namah Shivaya
- Shiv Shankar Damru Wale - Hai Dhanya Teri Maya Jag Me
- Bum Bhole - Yahi Wo Tantra Hai
- Shiv Ka Naam Lo, Har Sankat Mein Om Namo Shivaay
- Subah Subah Le Shiv Ka Naam
- Om Sundaram Omkar Sundaram
- Shankar Mera Pyara, Maa ri Maa Mujhe Murat La De
- Aao Mahima Gaye Bhole Nath Ki