Agar Shyam Sunder Ka Sahara – Lyrics in English
Agar Shyam Sunder ka sahara na hota,
to duniya mein koi hamaara na hota.
Jabse mili hai daya hamako inaki,
to raahen badal di meri zindagi ki.
Nazare karam ka ishaara na hota,
to duniya mein koi hamaara na hota.